Wednesday, January 29, 2020

Chhupana Bhi Nahin Aata Lyrics from Baazigar (1993)



Song: Chhupana Bhi Nahin Aata
Lyricist(s): Rani Malik
Singer: Vinod Rathod
Music: Anu Malik
Movie: Baazigar (1993)







Lyrics of 'Chhupana Bhi Nahin Aata' song of Hindi movie Baazigar (1993):




Chhupana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Humein tumse mohabbat hai
Batana bhi nahin aata

Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Humein tumse mohabbat hai
Batana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata

Hatheli pe tumhara naam
Likhte hain mitaate hain x (2)

Tumhi se pyar karte hain
Tumhi se hi kyun chhupate hain
Tumhi se hi kyun chhupate hain

Zuban pe baat hai lekin
Sunana hi nahin aata
Humein tumse mohabbat hai
Batana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata

Mohabbat kaise karte hain
Koyi to humko samjhaye x (2)

Kahin aisa na ho ke
Pyar bin umra kat jaaye
Pyar bin umra kat jaaye

Tumse milne ka koyi
Bahaana bhi nahin aata
Humein tumse mohabbat hai
Batana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata

Chori chori chupke chupke
Tumko dekha karte hain x (2)

Haal-e-dil sunane se
Na jaane kyun darte hain
Na jaane kyun darte hain

Kitna pagal dil hai mera
Manana bhi nahin aata
Humein tumse mohabbat hai
Batana bhi nahin aata
Chhupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata

No comments:

Post a Comment