Monday, January 20, 2020

Gazab Ka Hai Din Lyrics from Qayamat Se Qayamat Tak (1988)



Song: Gazab Ka Hai Din
Lyricist(s): Majrooh Sultanpuri
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Music: Anand, Milind
Movie: Qayamat Se Qayamat Tak (1988)






Lyrics of 'Gazab Ka Hai Din' song of Hindi movie Qayamat Se Qayamat Tak (1988):



Gazab ka hai din socho zara
Yeh deewanapan dekho zara
Tum ho akele, hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se, kasam se x (2)

Dekh lo humko kareeb se
Aaj hum milein hain naseeb se
Ho dekh lo humko kareeb se
Aaj hum milein hain naseeb se
Yeh pal phir kahan
Aur yeh manzil phir kahan

Ho gazab ka hai din socho zara
Yeh deewanapan dekho zara
Tum ho akele, hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se, kasam se

Kya kahoon mera jo haal hai
Raat din tumhara khayal hai
Ho kya kahoon mera jo haal hai
Raat din tumhara khayal hai
Phir bhi jaan-e-jaan
Main kahan aur tum kahan

Gazab ka hai din socho zara
Yeh deewanapan dekho zara
Tum ho akele, hum bhi akele
Maza aa raha hai kasam se, kasam se


No comments:

Post a Comment